Mentally Torcher By Husband N In Laws

Asked in Family

  • Sapna

    Nalasopara

Expert's Answers(8)

  • Advocate Atmajit Manmith Das

    Bhubaneswar, Orissa
     

    you can file Dv case

    January 19, 2019
  • Advocate Rubul Talukdar

    Golaghat, Assam
     

    Sapna ji, aap himmat se Kam lijiye. aap akela nahi he. aapke hath me koi option he jese 1) Court me complain kr sakte ho aur sath me ak application de do ki me advocate appoint nahi kr sakta hu, legal help chahiye. tab free me advocate mil jayega. 2) iske liye aap Women Organization ki bhi help le sakte ho. aap google pe search kijiye tab aapko con no. mil jayenge. 3)aap police ki helpline no.me call kar sakte ho.. 4) Legal Aid cell bhi he aapko pta krna pdega kha he ...

    January 6, 2019
  • Advocate Manasmita Nanda

    Rourkela, Odisha
      2 Client Ratings

    Dear Sapna, ap apna adhikar k liye claim kar sakti hain. Maintenance ka case kariye usme apko apke husband k taraf se maintenance k liye amount fix hoga. detail discussion nd procedure k liye consultation book karen.

    January 4, 2019
  • Advocate Kajal Bhatia

    New Delhi, Delhi
      13 Client Ratings

    Dear Ma'am, Aap Sabse pehle nearest police station mei complain likhwaiye agar wo possible nai toh Domestic Violence ka case daalo. Ye daalne ke Baad apko court se protection bhi milegi and apke husband Ko punishment bhi. You can contact me for further clarification. Regards, Kajal Bhatia Advocate, Supreme court of India

    January 4, 2019